har hakikat main hai ek fasana,
yunhi yaad aaya, wo beeta hua zamana,
muskurati aankho main sapne jab hazaron the
thirakte kadamon main aasma ke nazareein the
behti hawaien jab kuch yaad dilati thi
har samma dil ko behlati thi
kisse intezar main jab karvate badalte the
ratoon ki need aankhon main reh jaati thi
fisal gaye haaton se, un sapno ke nissan
ab naye rastoon , nayi manzilen aur naya hai har karwaan
aankhon main naye hain sapne aur dil main naye aarman
phir kyun yaar aaya wo beeta hua samma
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment